Jafar Husain Khan Badauni - Raat Bhar Mujh Ko - Bahadur Shah Zafar
1 year ago
Jafar Husain Khan Badauni - sing ghazal by
Bahadur Shah Zafar
Raat Bhar Mujh Ko Gham-e-Yaar ne soney na diya
Subha ko khauf-e-shab-e-tar ne sone na diya
Shama ki tarha mujhe, raat kati sooli par
Chain se yaad-e-qad-e-yaar ne sone na diya
(missing in song)
Yeh Karhana beemar-e-alam dard ke saath
Kissi humsaaye ko beemar ne sone na diya
Ae dil-e-zar tu soya kya aaram ke saath
Mujhe pal bhi dil-e-zar ne sone na diya
Main woh majnoon hun, ke zindan mein nigehbano
Aarzu-e- khalish khaar ne sone na diya
(replaced) meri zanjeer ki jhankar ne sone na diya
Yaan wo gham o ranj-o-alam mere hue dushman-e-jaan
Ae zafar shab inheen do chaar ne sone na diya
(replaced) Ae zafar shab ko yeh deedar ne sone na diya

-
Vimeo: About / Blog / Developers / Jobs / Community Guidelines / Community Forums / Help Center / Site Map / Merchandise
/ Get Vimeo

Previous Week